please read full article and than try
Polycab bandhan program ka new version polycab company ne launch kiya hai
jiska naam hai polycab experts program.
Bandhan star ke upgrade version me aapko bhaut sari new infomation dekhne
ko milegi company ki taraf se kuch new changes dekhne ko milegne.
1. About polycab experts program
2. New user registraion
3. Kyc kese kare
4. Point value in new update
5. Gift card scheme
6. Bank account kese add kare
The Story of Gautam Adani click here
This article available in english - click here
Polycab experts program custmer care number 1800 419 1091
1. About Polycab Experts Program
Polycab bandhan star app ko change karke polycab experts program ko
launch kiya hai is app me bhaut sare new features add kiye gaye hai jiske
bare me aage bataya jayega ye app ek loyalty program par kaam karta hai.
Company wire ke box par 2 coupan code deti hai us coupan ko scan karna
padta hai jiske aapko pese milte hai.
2 coupan ek box par hote hai ek electrician ke liye or dusra retailor ke
liye ek coupan ka rate 12, 10 rupye hota hai.
2. New User Registration
Jo old user hai unko direct user id mil gaya hai or jo polycab experts
program new user registration karna chahte hai un logo ko custmer care me
call karna hoga or vaha se aapko registration karna hoga.
Call karne par aapko aapka personal details pucha jayega vo apko
batana hoga or aap retailor ho ya electrician ye bhi aapse pucha jayega. baad me aapko ek user id milega aapke mobile number par.
3. Kyc Kese Kare
User id or password milne ke bad aapko app ko open karke kyc ke option me
jana hai or vaha aapse aadhar card ka image or pancard ka image manga
jayega vo aapko dena hoga or aapka full address dena hoga
Note- Document par jo address hoga vo address hi aapko dena hai
4. Point Value in New Update
New update me point ka value thoda increase kiya gaya hai jisme per
coupan 2 rupee increase kiya gaya hai to ye ek fayde vali baat
hai isme sirf 1.sq mm ke wire ke box par 10 rupee hi rate rakh huaa
hai.
5. Gift card scheme
Polycab experts program gist card scheme ko electrician ke liye rakha huaa hai is scheme me per month gift diye
jate hai point ke hisab se gift me 1000-600000 tak ke gift diye jate
hai mothly 30 topper ko bade gift diye jate hai
6. Bank Account Kese Add Kare
Bank account add karne ke liye aapko my account me jakar bank
information me jana hai.
Vaha par aapko payment type select karna hai ab aap payment 3 tariko
se le sakte hai Bank transfer, upi addres, paytm transfer.
Aapko yaha par jis method se payment receive karna hai vo aapko select
karna hai or usme details bhar dena hai ye approve hone ke baad per month
transfer kar diya jata hai lekin amount 300 se upar hona chahiye.
Polycab experts program custmer care number 1800 419 1091mail - experts.program@polycab.com
Polycab Mcb
Polycab experts program me point kamane ka ab tak ek hi tarika tha polycab ki wire ke upar aane vale coupan lekin ab polycab mcb par bhi coupan aana start ho gaya hai. isme single pole mcb par Rs10 milenge. double pole mcb par Rs 20 milenge or 4 pole mcb par Rs 50 milenge or rccb par Rs100 milenge to aapko mcb ke coupan ko bhi scan karna hai or point earn karne hai
Payment problem in polycab experts program
Dosto agar polycab experts progam me payment lene me problem aa rahi hai
to aapko company me call karke puchna hai vo aapki payment ko vo release
kar denge
polycab new logo , polycab new name , polycab wire new packing ,
chavanmaesh28888@gmail.com
ReplyDelete7322902010
DeleteNhi horaha
ReplyDeleteApp apka poly kab wala
ReplyDeleteHow can i connect with polycab please help me
ReplyDeleteHow to connect with polycab please help me
ReplyDeleteNew ragistractin kaise Kate
ReplyDeleteNew ragistractin Kaiser karti hi
DeleteNew ragistractin kaise Kate
DeleteNew account open
ReplyDeleteGieiraj
ReplyDeleteRejester Krna ha
ReplyDeleteNahi Ho raha he sir
ReplyDelete3 bar call kya new registration ke liye par hua nahi.. bar bar bol raha hai 7days me ho jayega par abhi tak nhi hua..
ReplyDeleteरजिस्ट्रेशन करना he
Deletepeies hlap
ReplyDeletepeles halp
ReplyDeleteNahi Ho raha h
ReplyDeleteMera Khata Nahin khul gaya
ReplyDeletePost a Comment